Translate

यहाँ ढूँढे कि आप क्या जानना चाहते हैं

Blogging (ब्लॉगिंग) से पैसा कमाना

* Blogging karke paise kamaye *

Namaskar Dosto, Hum apke liye laye hai paise kamane ke ek बहुत अच्छा system , jahan aap unlimited income kar sakte hai or ek achchi baat to ye hai ki isme apko kuch bhi investment (निवेश) karne ki jroorat nh hai or aap apne ghar se hi itni income kar sakte hai ki aapne apni life me kabhi socha bhi nh hoga.
Friends ye jankari ko padne ke liye apke kuch time lag sakta hai kyuki ye post thodi badi hai or patience lagakar pade. mai aasha karta hu ki ye post apko achchi bhi lagegi or aap is methode ko jroor try karna chahenge.

Blogging (ब्लॉगिंग) हमें पैसे क्यों  देता है-
Dosto aksar logo ke mann me ek sawaal aata hai ki blogging to hum kar le or isse hme knowledge bhi milti h or hmari pehchaan bhi lekin hmare blogging karne se adsense paisa kyu dega ?
To aaiye jaan lete h ki adsense hame paise kyu dega.

Dosto adsense joki ek google ka hi part h or ek advertising (विज्ञापन) platform bhi hai jo hme advertising (विज्ञापन) ka paisa deta hai or iske liye pehle hame approoval chahiye apne blog par advertising ke liye or jab blogger approoved ho jata h advertising ke liye to hmari earning start ho jati hai. 

तो आइये दोस्त, शुरू करो


Sabse pehle apko ek edsense account ki jroorat hogi jisse apko blogging me jitni earning hoti h vo paisa adsense se aayega or adsense par account bnane ke liye 
 क्लिक करे 
ab jaan chuke hai ki adsense par account kese bnate hai to ab kya kare.

Ad apko start karna hai blogging karna to ye tips yaad rakhe 
  1. apne interest ko jaane or isi par blogging kre
  2. patience rakhe
  3. copyright na kare
  4. Behtar dosign hona chahiye
  5. free blog bnane ke baad kisi custom Domain ka use kre jese(Wordpress, blogspot.com)

Blogging start kre-


यहाँ CLICK karke apne blogging ki start kre or iske liye apne gmail account hi use (उपयोग) kre or vo email adress wahi hona chahiye jisse apne ADSENSE acount create kiya hai.
aur agar aap step by step janna chahte hai to hmari ye post pade jahan apko puri jankari milegi ki kese hum adsense ko behtar or achcha bnaye
           
यहाँ कदम से कदम जानने के लिए क्लिक करें  


कैसे होती है-

 Friends jab humara blog puri tarah se teyaar ho jata h to hmare blog me ek option aata hai or hame earning karne ke liye poochta hai or adsense hmare blog par apne ad show karata hai jisse hmari earning honi start ho jati hai lekin 
iske liye ek cheej ki jyada se jyada jroorat hoti h trafiic (Croud) ki kyuki jitna hmare blog par traffic bdega aise aise apki earning increase hogi or iske jroori un ads par jyada se jyada click ho jinse or jyada aap daily earn kar payenge.        



Dosto agar aapko hmari ye post padkar achcha lage to comment box me apna jwab jroor de.

****Dhanayabad****
-धन्यवाद-




No comments:

Post a Comment

Register now

verify account